Monday, October 26, 2009

Some Important Things About Namaz and Quraan...



Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuhu!!

Imagine If You Are Standing In Front Of Allah On The Judgment Day and You Are Questioned About Your Deeds and You Are Not Quite Sure About Them and Suddenly A Mountain Of Good Deeds Comes and You Don't Know From Where... It Is By Saying *Subhanallahi Wa Bihamdihi Subhanallahil Azeem*

1. Sura Yasin Reliefs From Azaab In The Grave
2. Sura Rehman Will Make You Rich.
3. Sura Alwaqiya Will Release You From Hunger
4. Sura Al Mulk Brings Light In Your Grave

5. Sura Al Jasia Will Bring Peace In Your Life.......

-->Kalimaat-E-Namaaz :---

1) Allahu Akbar {Takbir E Tahrima} :-- Allah Sabse Bada Hai..
2) Subhana Rabbiyal Azeem {Ruku Ki Tasbih} :--Mein Apne Azeem Rab Ki Paaki Bayaan Karta Hun..
3) Sami Allahuliman Hamidah {Tasmi"E} :- Allah Ne Sunli Us Shaks Ki Jisne Uski Tareef Ki..
4) Rabbana Lakal Hamd {Tahmeed} :-- Aye Hamare Rab Tamaam Tareefein Tere Hi Liye Hai..

5) Subhana Rabbiyal A"Ala {Sajde Ki Tasbih} :-- Mein Apne Buland Rab Ki Paaki Bayaan Karta Hun.

Note:---
Namaz Ki Halat Main Ankhen Band Karna Makroh Hai. Lekin Agar Ankhein Bandh Karke Namaz Phadhne Me Ikhlaas Barqarar Rehta Hai Toh Jab Apni Aakhein Bandh karsakte Hai Varna Nahi.
Namaz Main Jab Qayam Per Khadey Hon Too
Nazar Sajday Ki Jaga, Jab Ruku Karein Too Paon Ke Darmian, Jab Sajda Karein Too Nak Ki Samat
Mein Aao..

Click here for Quranic info

Kindly Click Here For Islamic Educational Videos

No comments:

Post a Comment