Sunday, March 8, 2015

Sureh Ikhlaas|Qulhu Wallahu Ahad|Sureh Ikhlaas ki Fazilat|Benefits of Sureh Ikhlaas

Sureh Ikhlaas:
 
  
Bismilla Hir-Rahmaa Nir-Raheem.
Qul Hu Wallahu Ahad.
Allah-us-Samad.
Lam yalid wa lam yoolad.
Wa lam yakul lahoo kufuwan ahad.


In the name of Allah, the Most Beneficent, the Most Merciful.
Say: He is Allah, the One!
Allah, the eternally Besought of all!
He begetteth not nor was begotten.
And there is none comparable unto Him.


Kindly Click Here For Islamic Educational Videos

Sureh Ikhlaas Ki Fazilat:




























Sureh Ikhlaas Ke Faza-il:

Rozana 300 dafa ba-Wazu padhne se 9 faide hasil hote hain:
  
1.       Allah 300 darwaze ghazab ke bandh karega. Jaise: dushmani, Qehr, Fitna, wagihra.
2.       300 darwaze Rehmat ke kholega.
3.       300 darwaze Rizq ke kholega. Allah apne ghaib sa rizq dega bagair mehnat ke.
4.       Allah Pak apne Ilm sa Ilm dega. Aur apnay Sabr se Sabr aur apni samaj se samaj dega.
5.       36 Martaba Qur'an Sharif khatam karne ka sawab dega.
6.       50 sal ke gunah maaf honge.
7.       Allah pak Jannat me 20 Mehal dega. Jo Yakut, Marjan aur Zamrud ke bane honge. Har mehal me 70000 darwaze honge.
8.       2000 Rakat Nafil padhne ka sawab dega.
9.       Jab marega to jinaze me 110000 farishte shamil honge.

Click here for Quranic Info

No comments:

Post a Comment