Saturday, June 3, 2017

The Mission of Islam

Allah (swt) has indeed blessed mankind with creation, creating us from nothing. In return for the gift of life, and all the blessings that are associated with it, Allah (swt) desires for man solely to turn to Him alone in Worship. For Allah (swt) says,

“I (Allah) did not create the Jinn and the Man except to worship Me.”

Al-Qur’an - Surah Az-Zariyat, 51:56

In order for mankind to understand the Message of their Lord and the means by which they could fulfil Allah’s (swt) Order, He (swt) sent to mankind numerous Prophets; those who carried a message directly from Allah (swt) became known as Messengers. This continued from the very beginning of time until it culminated in the Prophet Muhammad (saw) who brought with him the last, final and complete Message intended for the whole of mankind. Allah (swt) says,

“Verily, We have sent to every nation a messenger (saying), ‘Worship Allah and avoid false gods (at-Taaghout).

Al-Qur’an - Surah An-Nahl, 16:36

The Message sent with each Prophet carried the same command, that of the Tawheed of Allah (swt) and the negation of any partners with Him (swt). Allah (swt) says,

“Indeed, whoever associates anything in worship with Allahthen Allah has forbidden Paradise for him, and his abode will be the Fire.”

Al-Qur’an - Surah Al-Mai’dah, 5:72

and,

“Surely, Allah will not forgive the association of partners with Him (shirk), but He forgives (sins) less that that of whomever He wishes”

Al-Qur’an - Surah An-Nisaa, 4:48

Indeed Allah (swt) perfected and completed His call to mankind with the sending of the Messenger Muhammad (saw) who was the best of creation. With him (saw), Allah (swt) sent the Qur’an, a clear message and warning to the whole of mankind,

“Blessed is He who sent down the furqaan to His slave (Muhammad) that he may be a warner to mankind”

Al-Qur’an - Surah Al-Furqaan, 25:1

Furqaan in the Arabic language means a criterion guiding between that which is correct and that which is wrong. The Qur’an thus was thus sent as a clarification for all matters, and as a guidance for those who heeded its call.

“...Indeed we sent the Qur’an as a clarification for all matters”

Al-Qur’an – Surah An-Nahl, 16:89

Worshipping Allah:

It is important to understand that if mankind wishes to obey Allah (swt) and worship Him, this can only be done in the manner He (swt) has prescribed for us. For Allah (swt) will bring us to account for all the actions we undertake. He (swt) says,

“Therefore by your Lord, We will of a surety, call them to account for all that they used to do.”

Al-Qur’an - Surah Al-Hijr, 15:92-93

Secondly, it is important to appreciate that the worship of Allah (swt) is not merely an individual sensation between oneself and Allah (swt); but rather is a continuous matter affecting all of one’s life. For Allah (swt) has said,

“Verily my prayer, my sarificies, my living and my dying are for Allah, the lord of the Al-Alameen. He has no partner. And of this I have been commanded and I am the first of the Muslims.”

Al-Qur’an - Surah Al-Ana’am, 6:162-163

The above ayah describes the whole existence of a human being; that being from the beginning of life, encompassing numerous events and eventually ending in death. Allah (swt) has ordered the believers to surrender all of their life and their wealth and sacrifices to Allah; thus desiring the believers to act constantly in accordance with His command.

Allah did not solely reveal the Qur’an and then leave mankind to act upon it according to their own whims or desires. Rather, He (swt) sent with it the Messenger Muhammad (saw) to show us how to carry it, live by it and to implement it. Allah (swt) has informed us in numerous ayat of the obligation to follow the Messenger Muhammad (saw),

“Say: If you love Allah, follow me (Muhammad (saw)) and Allah will love you.”

and,

“Indeed in the Messenger of Allah you have the best example for him who looks to Allah and the last Day and remembers Allah much.”

Al-Qur’an - Surah Ale-Imraan, 3:31
12 Al-Qur’an - Surah Al-Ahzaab, 33:21

This is because Allah (swt) has instilled in the words, the actions and the consent of the Prophet, the Sunnah, revelation from the Seven Heavens. He (swt) says,

“Nor does he (Muhammad) say (aught) of (his own) desire. It is no less than inspiration sent down to him”

13 Al-Qur’an - Surah An-Najm, 53:3-4

Monday, January 30, 2017

Great Saying Of Allama Iqbal

Mannat Kyun Maangte Ho Auron Ke Darbar Se,,,

Aisa Kaunsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere Parwardigar Se!

"Guzar Gayi Namaz-E-Fajr

Aur Tu Sota Raha...

Qeemti Waqt Ko Khawaboun Me Khota Raha.....

Subha Namodaar Hui Par

Tu Bedaar Na Hua...

Umar Bhar So Ker Bhi Tu

Bezaar Na Hua.....

Aayi Zohar Toh Tujhe Kaam

Ne Uljha Diya....

Be Namaazi Bana Kar Kitna

Tujhe Phansa Diya.......

Milega Rizq Tujhe Namaz Ke Baad Bhi.....

Palega Tera Ghar Namaz Ke Baad Bhi......

Dekh Aagayi Namaz-E-Asar

Tawaani lekar......

Quwwat Hai is Me Tu isse Adaa Kar....

Tandrust Hai Aaj Tu Yeh Shukr Ada Kar......

Badan Ko Apne Sajdoun Ki Lazzat Diya Kar.......

Chal Diya Aftab Ab Ghuroob Hone Ko.....

Namaz-E-Maghrib Hai Ab Shuru Hone Ko....

Khatam Ho Gaya Teri Zindagi Ka Ek Aur Din......

Chala Gaya Yeh Bhi Haath Se Tere Neikiyoun Bin.....

Ab Tujhe Chahiye Raahat Sone Se Pehle.....

Isha Padh Le Apni Zindagi Khone Se Pehle.....

Payega Sukoon Tu ALLAH Ke Zikr Me Hi....

Milega Qaraar Tere Dil Ko issi Fikr Me Hi......

Allah Humein pakka aur sachcha Namazi banaye -Aameen..

Sunday, January 22, 2017

Kya "GYARVI" Deen Ka Hissa hai???

Kya "GYARVI" Deen Ka Hissa hai???

Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu

Kya "GYARVI" Karna Jayez hai???

Kya "GYARVI" Deen Ka Hissa hai???

GYAARVI:

Gyaarvi:-Urdu, NON-ARABIC lafz hai.

Dus (10) vi ke baad, (11vi) Gyarvi.

Nabi Sallallahu Alaihi Wasalam ARABI hai,

QUR'AN Arabic Me naazil hua,

Shari'at Arabic Me,

Deen Mukammal Arabic Me hua.

Gyaarvih ka Ta'alluq Urdu zubaan se hai.

Nabi Sallallahu Alaihi Wasalam se hai, Na Arabic zubaan se hai.
Gyaarvi naam ki, Islam Me;
Na koi Eid,
Na koi Rasm,
Na koi amal,
Na koi Neki aur
Na hi koi Wajood hai.

Islam ka Gyaarvih se Koi Taa'lluq Nahi. Ye ek Nayi cheez (BIDDAT) hai.
Iske karne se Koi Sawab Nahi, balke Gunah hai.

Nabi Sallallahu Alaihi Wasalam ne farmaya Deen Me 'Har Nayi Cheez', Biddath hai. Aur har biddath Gumrahi hai.

(Abu Dawood Jild No.3 Hadees No.1198)

Nabi Sallallahu Alaihi Wasalam ne farmaya har Gumraahi, Aag (JahannuM) ki taraf le jaane wali hai.

(Ibn KhuzaiyMa 1785)

Sabse Nek, Behtareen aur Ibaadat-Guzaar Insaan banna hai?

Nabi Sallallahu Alaihi Wasalam ne farmaya 'Haraam cheezon se Bach jaao', sabse Bahtareen 'Ibaadat-Guzaar' ban jaaoge.

(Tirmizi Hadees No.2305)

Har Biddat, Sunnat ke Khilaaf hoti hai aur us par amal karna 'Haraam' hai.

"Jo cheez tum ko Rasool (Sallallahu Alaihi Wasalam de, woh le lo, aur jis se Manaa kare, us se Bach jaao"

(Surah Hashr Surah No.59 Ayat No.7)

"Aye Imaan walo Tum ALLAH ki Itaa'at kiya
karo aur Rasool (
Sallallahu Alaihi Wasalam) ki Itaa'at kiya karo aur 'apne Aa'mal Barbaad Na karo"

(Surah Muhammad Surah No.47 Ayat No.33)

"Allah ka Deen Mukammal ho chuka hai."Maine (Allah) aaj tumhare liye, tumhara Deen Mukammal kar diya hai"

(Surah Al-Maeda Surah No.5 Ayat No.3)

Allah ke Deen Me hamare Pyare Nabi Sallallahu Alaihi Wasalam ne,
'Gyaarvi jaisi Koi Rasam' ka na hi Zikr kiya aur Na hi Manaane ka hukm diya.

Gyaarvih ke naam par aise Rasoomat Manaana Islam Nahin, 'Be-Deeni' hai.
Inka ehtamaam saraasar Biddat hai. isliye ke aisi Rasam,

NA Nabi(SAW) ne,
NA Khulafaa-e-Rashideen(RA) ne,
NA Sahaba(RA) ne,
NA Tabai'een(Rh) ne,
NA Taba'a Tabai'een(Rh) ne,
NA Aa'imma(Rh) ne,
NA Mufassireen(Rh) ne aur
NA Muhaddiseen(Rh) ne Manaayi,
Na hi Khud Shaik Abdul Qader Jeelani RH ne
Na hi kuch Aisa khissa milta hai isey manane ka.

Is Rasam ka Na Allah ke Deen se aur na hi Nabi (SAW) ki Sunnat se Koi Ta'alluq hai, balke yeh Ahle-Biddath ka Deen hai.

Yeh Rasam (Biddat) Kab aur Kaise shuru' hui?
'Ahle-Biddat'

Gyaarvih ko 'Shaykh Abdul Qadir Jilani' ke naam Eesaal-e-Sawaab, ke taur par Manaate hain.

Is Biddat ki Taarikh (History)
"Allama Ya'fi, 'Qurrat-un-Naazirah' Me, page 11 par likhte hain;
"Peeran-e-Peer, 'Har Chand ki Gyaarah' ko Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ki NIYAZ [Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ka URS] dilvaya karte. Ye NIYAZ itni Mashoor-wa-Maqbool hui ke, Peeran-e-peer 'HAR Maah ki Gyaarah taarikh ko Nabi (SAW) ki Niyaz dilvate.Rafta rafta, yehi NIYAZ ab Khud Shaykh Abdul Qader Jeelani ki Niyaz qaraar payi."
(Taaruf Syedna Ghaus-e-AzaM, GYARVI Shareef pg 15-16) (Faiz Ahmad Owaisi QADRI).

Islam me,
NA Urs,
NA YauM-e-Wilaadat,
NA YauM-e-Visaal aur
NA koi aise Rasoomat Manaane ki Ijaazat hai.
Ahle-Biddat,

GYAARVI ko 'Shaykh Abdul Qadir Jilani' ki taraf nisbat karte hain.
Abdul Qadir Jilani 471 Hijri Me,[Wafaat-e-Rasool Sallallahu Alaihi wasallam ke Chaar Sau Saath (460) saal baad] paida hue aur Wafaat 561 Hijri ko paayi.
Kam-az-kam 460 saal Hijri tak to GYAARVI ka koi Wajood hi NA tha.

Nabi (SAW)ne farMaya:
Sab se Behtareen Zamaana, Mera Zamaana hai; Iske baad, Baad aanewala Zamaana hai,Uske baad, uske Baadwala ZaMaana hai.

(Sahi Al-Bukhari Jild No.5 Hadees No.3651)

Quroon-e-Salasa (Behtareen Teen ZaMaane) me, GYAARVI jaisi koi Rasam/Cheez Nahi thi.

Abdul Qadir Jilani se ummeedein baandhte hain, ke woh inki SAARI Zarooratein poori karenge.

"Momin ki sifat yeh hai ke woh log, 'ALLAH ki RehMat' se ummeed rakhte hain"

(Surah Baqara Surah No.2 Ayat No.218)

Logon ka ye Aqeedah hai ke Abdul Qadir Jilani Qayamat ke din Sifarish karenge.

"Farma dijiye! "Tamaam Shafa'at" Allah hi ke Ikhtiyaar Me hai"

(Surah Az-Zumar Surah No.39 Ayat No.44)

Jaabir (RA): Nabi Sallallahu Alaihi Wasalam ne farmaya; "Azaan ka Jawaab de,
aur phir khatam hone par yeh Duaa, (Allahumma Rabba Haazihi........) padhe,
iske liye Qayamat ke din, Meri [Muhammad (SAW) ki] Shafaat Waajib ho jaati hai"

(Sahi Al-Bukhari Jild No.6 Hadees 4719)

Rasool Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki jab koi insan marjata hai to uske nek aamal band kar diye jate hai siwae teen tarah ke:

1) Sadka e jariya (Allah ke raah me lagaya hua hamara maal jo logo ko fayda pohcha raha ho),

2) Jo Ilm logo ko sikhaya ho wo usse fayda utha ra ho,

3) Nek aulad jo uske liye dua kare .

(Sunan At-Tirmidhi, Jild No.3 Hadees No.1376 hasan Sahih)

Is Hadees se Pata chala Shaikh Abdul Qader Jeelani RH ne Jo bhi apni Zindagi me Allah ki Rah me Khairat ki Jo Logou Ko marne ke Baad bhi Faida pahunchati ho Aur Jo Shaik ki Kitabey hai jisse log Faida utha rahe ho Aur Shaik ki Nek Aulad jo unke liye Dua Kare.

Aur Alhumdulillah Shaikh Abdul Qader Jeelani RH ki kitabou se Ahle Hadees Faida utha te hai Aur iska Sawab bhi Shaik Ko pahunchega In Shaa ALLAH

Khulasa:-Gyaarvi Ek Biddat hai aur ye Jayez nahi, Aur jaisa ke 470 Tak Shaik ki Wiladat nahi Hui to ye Deen ka hissa bhi Nahi hai. ALLAH se Dua hai k har Musalmaan ko Islam ka Sahih Ilm hasil karne Ki taufiq ata farmaye...

Aameen Ya Rabbul Aalameen.

Saturday, January 21, 2017

Musalman Ek Dusre Se Bugz Aur Hasas Na Rakhe

Musalman Ek Dusre Se Bugz Aur Hasas Na Rakhe

Mohammed (Sallalahu alaihi wasallam) ne farmaya "Ek dusre se Bugz na rakho, aur ek dusre se Hasad na rakha karo, aur ek dusre se Mu mat pherou, aur Allah ke banday Bhai Bhai hojao, Ek Musalman ke liye apne bhai se 3 din se zyada tark taluq rakhna jayez nahi hai.

[Sahih Muslim : 6205]

It was narrated from Anas bin Malik that the Messenger of Allah (sallalahu alaihi wasallam) said: "Do not hate one another, do not envy one another, do not turn away from one another. Be, O slaves of Allah, brothers. It is not permissible for a Muslim to forsake his brother for more than three (days)."

 - حضرت انس بن مالک رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺنے فرمایا: ایک دوسرے سے بغض نہ رکھو ، اور ایک دوسرے سے حسد نہ کرو، اور ایک دوسرے سے منہ مت پھیرو ، اور اللہ کے بندے ، بھائی بھائی ہوجاؤ، ایک مسلمان کے لیے اپنے بھائی سے تین دن سے زیادہ ترک تعلق کرناجائز نہیں ہے۔

Badgumani Na Karo Aur Na Kisi Ke Aib Talaash Karo

Badgumani Na Karo Aur Na Kisi Ke Aib Talaash Karo

Muhammed (Sallalahu alaihi wasallam) Farmaay, Badgumani se bachtay raho kyun kay Badgumani ki batien aksar Jhooti hoti hai, logou kay Aib talaash karnay kay pichay na padho, Apus mein hasad na karo kisi ki peet pechay burai na karo, Bagz na rakho, balkay sub Allah kay banday apus mein bhai bhai bankar raho.

[Sahih AL Bukhari: 7: 6064; Sahih Muslim: 6214]

Narrated Abu Huraira: The Prophet said,   Beware of suspicion, for suspicion is the worst of false tales; and do not look for the others' faults and do not spy, and do not be jealous of one another, and do not desert (cut your relation with) one another, and do not hate one another; and O Allah's worshipers! Be brothers (as Allah has ordered you! )

 - نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”بدگمانی سے بچتے رہو کیونکہ بدگمانی کی باتیں اکثر جھوٹی ہوتی ہیں، لوگوں کے عیوب تلاش کرنے کے پیچھے نہ پڑو، آپس میں حسد نہ کرو، کسی کی پیٹھ پیچھے برائی نہ کرو، بغض نہ رکھو، بلکہ سب اللہ کے بندے آپس میں بھائی بھائی بن کر رہو۔“

Tuesday, December 27, 2016

Qualities of a true worshipper


Qualities of a true worshipper and excellent speech by Ismail Ibn Musa Menk (Mufti Zimbabwe).